Skip to main content

Posts

Featured

RAIN SPLASHES AND THE ARMS OF LOVE

Yah kahani Hai do insanon Ke Pyar Ki Pyar Ka vah khaufnak manjar Jo kisi bhi Insan ko bhaybhit kar sakta hai  Kahani shuru hoti hai Purvanchal Uttar Pradesh ke Ek bhukhand Se Jahan per rapti Nadi Ke tat per apni alag Gaurav Gatha ko lekar Ek bahut purana Shahar Gorakhpur virajman hai jiski apni alag kahaniyan Hain apni Ek alag duniya Hai aur es Shahar mein Apne hi dhun mein ghoom Rahane wale Raghav, Pallavi, aur Srishti ki thoda aage chalte Hain 7 sal bad................... Kanpur Raat Ke 1:55 bahar barish ho rahi hai Raghav ki nind Achanak se khuli pasine Se bhiga Raghav khidki per jakar baith jata Hai Pani Ki bunde aur halki hawa Raghav ke sharir Ko chhu rahi thi lambi lambi sase lete hue Raghav ne apna Ek hath khidki Se bahar badhaya toh uske hatheli per barish Ki bunde girne lagi Raghav ne mutthi band ki aur dhire se bola 7 sal beet Gaye lekin Aaj bhi yah barish Mujhe Sone Nahin deti.......... Tabhi Achanak se piche se ek ladki Raghav ko bulate hue uske samne a ja...

Latest posts